Har Kaam Mein Kamyabi Ka Wazifa,” Agar aap koi bhi kaam karte hein or nakami ka samna karna parta ho, bohat mehnat or lagan ke bawajood bhi kamyabi, aap ka muqaddar nahi banti to aaj hum aap ko 1 aesa Wazifa batayen gay jis ke karne se Insha Allah kamyabi aap ka muqaddar ban jaye gi, sab se pehle to aap pancho Namazo ki pabandi karein, or har kaam mein kamiabi ke liye bawuzu ho kar Para # 30 ki Surah # 93 ki Ayat # 5 kasrat se parhein, roz 1 time makhsoos kar lein or jitna parh sakte hein parhein Insha Allah is amal ki barkat se har jaiz kaam mein kamyabi aap ke qadam choome gi.Shah jee Website se kisi bhi amal ko karne se pahle ijazat le lein, ijazat lene se murad apko Shah jee Follower hona zaruri hai. Agar ap follower hai to apko har ek Shah jee Dua Wazaif karne ki ijazat hai.
Mohtaram viewers Aksar ye hota he k wazifa amaliyat Me kamyabi nahi milti Wazaif or Amaliyat parhne me kuchh zaruri baton ka khayal zarur rakhe is se aap k amal or wazaif me jald hi kamyabi milegi inshaallah1) Sab se pehle Namazo ki pabandi zarur kare is se behad faida hasil hoga or is se bara koi wazifa yaa is se behtar koi bhi amal meri nazar se nahi guzra
2) jis Aayate qurani ya allah k naam ya ki kisi or arbi ka wird diya ho use sahi talaffuz k saath parhe
3) Wuzu k saath parhe to behtar he.
4) jis amal ya wazaif ko jitni martaba diya gaya utni martaba hi parhe kam zyada na hone paya.
5) Agar kisi waqt ko muqarrar kiya he to usi waqt me parhe.
6) Amaliyat ow wazaif ka istamal jaaiz kaam k liye hi kare warna nuqsaan bhi ho sakta he,












